Thursday, July 4, 2019

Wo Mujhe Chahti To Hai

Wo Mujhe Chahti To Hai Par Apna Nhi Sakti,
Muje Bhulane Ka Sadma Utha Nhi Sakti,
Ajeeb Hai Uski Mohabbat Ka Andaaz,
Khafa To Karti Hai Mujhe Par Mana Nhi Sakti.

Zindgi k Mod pe

Zindgi k Mod pe 1 aaisa Wqt aata hai,
Jb Insan Apne aap ko Tanha Pata Hai,
Wahi Tanhaiyan to Batati hain,
K Kon Kiska Kitna Saath Nibhata Hai.

आस्थावान होने का फायदा

आस्थावान होने का फायदा ये है आप 'कण-कण में भगवान है' कह निश्चिंत हो जाते है और दूसरे जिदंगी भर उस कण को ढूंढने मे लगा देते है जिसमें भगवान है.

Mere aansuon pe mat jana

Mere aansuon pe mat jana ai mere doston,
ye kisi k hisse ki mohabbat hai,
wo lafzon me sunna nhi chahti,
or main palkon pe chipa bhi nhi pata.

mana tumhe gurur bahot

mana tumhe gurur bahot hai khud par magar afsos meri zidd ko tu meri majboori me na badal paye.

khud ko udas

Bas isliye main khud ko udas rakhta hu, quki bahot azeez hain use udasiya meri. Wo jab yaad aata hai beintha yaad aata hai dard bs itna wo har pal yaad aata hai

Mayus

Mayus
Hain Yeh Dil, Suni Yeh Mehfil Kyun Chandni Mein, Mera Dil Jale
Yeh
Majbooriyaan, Bani Duriyan Gayi Tu Kahan Bata De Zara.