Thursday, November 19, 2020

गुनहगारों सी फ़ितरत

गुनहगारों सी फ़ितरत में तजुर्बा हमारा भी हुआ,

एक मुकम्मल जहां की ख्वाहिश में दूर आसमां हुआ। 

हमक़दम होने का नज़रिया रखने वाले ने यूं अल्फ़ाज़ किया, 

खुद की दुनियाँ में साँसो का ख़्वाब ज़र्रा ज़र्रा हुआ।

Wednesday, November 18, 2020

Ye unki aadat

Ye unki aadat hai ki wo sath chalne walo ko bhi chod dete hain,
Hamne to use bhi apna bana liya jisne ek nazar palat k dekha ye andaz hamara hai

Tuesday, November 17, 2020

अंदाज़ लगा रहे है

अंदाज़ लगा रहे है सब देख उनका पर्दा।
बादल के पीछे छुपा चाँद कैसा होगा।
बेसाख्ता पलट के जो खड़े हो गए वो।
नज़र आने वाला शबाब कैसा होगा।।

wo nasha kaha kisi

wo nasha kaha kisi sharab me jo mujhe sharabi kar de,

ek tere hi nashe ne meri zindgi ka rukh badla huwa hai.

chah kar bhi khud ko tujhse door na kar paya,

na jane kaon sa rishta tujhse juda huwa hai.

yun door reh kar

yun door reh kar b tu mujhse juda hai, 

ki ehsaas nhi hota mere jism me jaan meri hai ya teri hai.................

Sunday, November 15, 2020

Love Letter Bhejne ka karan

Dear jaanu..
Love Letter Bhejne ka karan hai ki mujhe tu Bahut pasand hai..
tu bhi humesha Meri taraf dekhti rahti hai isliye mujhe laga ki main bhi tujhe bhaut pasand hu.
Tu maths me meri help karna or tu red ribbon mat lagaya kar Qki Tere pichhe wali ladki us par ink lagati hai..
Isliye mujhe bahut Gussaa aata hai.
wo mere pados me hi rehti hai ink ka badla lene k liye main uske ghar ki bell baja kar bhag jata hOon..
Aur tu Fair & lovely lagaya kar aur Gori dikhegi.
Tere pass wali ladki Guddi hai na...??
wo Tujh se bhi Gori hai lekin mujhe to tu hi pasand hai Qki wo mere pen churati hai.
Letter padhke agar gussa aaye to mujhe wapas kar dena lekin sir kona dena bahut mushkil se likha hai
kisi or ko de dunga :p =DD :D
Tumhara Lover Pappu..:D

Main kehta hu kisi or

Wo kehte hain main ajnabi hu
Main kehta hu kisi or se mera rishta hi kya ek tumhare siwa,
Wo kehte hain wo mujhe jante hi nahi
Main kehta hu jab se tumko jana hai Tab se khud ki pehchan hui hai.
Wo kehte hain yun pareshan mat karo
Main kehta hu mere khwabon me aana chod do,
Wo kehte hain mere piche mat aao
Main kehta hu tum mere sath chalne lago,
Wo kehte hain log kya kahenge
Main kehta hu log to kaam hai kehna...