Wednesday, December 9, 2020

Ek Ye Hi Aarzu

Ek Ye Hi Aarzu Rahi Dil Me Muddaton Se,
Koi Mujhe Bhi Chahe Dil Ki Shiddaton Se,
Bahot Veeraan Si Hai Zindagi Meri,
Ki Koi Nawaz De Mujhe Aa Kar Mohabbaton Se.

Thursday, December 3, 2020

याद दिलाता है दिसम्बर

याद दिलाता है दिसम्बर....

किसी के लहज़े का सर्द हो जाना..!! 🚶🏼‍♂️🚶🏼‍♂️

We all r tourists

We all r tourists 
& GOD is our travel Agent.
He has already fixed all d routes,
reservations & destinations.
So trust him & enjoy d trip called as LIFE. Gud Mg

Teri khamoshiyan

Teri khamoshiyan muje beqarar karti hain
khud se zyada meri sanse tujhe pyaar karti hain
mumkin hai tu kisi or ko chahe
par pagal nigahe tera intzaar karti hain

Tere hone se mera hona

Tere hone se mera hona hai
meri apni koi pehchan b nhi
mera jism mera hai par usme meri jaan b nhi
jis din se ki tujse mohbbat
sab tera mera to apna naam b nhi.

Wednesday, December 2, 2020

har pal har ghadi mujhe satati hai,

Ek teri yaad bahut aati hai,

har pal har ghadi mujhe satati hai,
 
kabhi hansati hai to kabhi rulati hai,

tujhse milne ki ghadi bhi jald nahi aati hai,

taras gayi ek jhalak ko teri meri aankhe,

dekhta hoon jab bhi teri tasveer main,

ek ajab si kasak dil mein bhar aati hai.

Kabi ro k muskraye

Kabi ro k muskraye kabi muskra k roye
unki yad jab b ayi unko bhula k roye
1 unka hi naam tha jise hazar bar likha
jitna likh k kush huye
usse jyada mita k roye