Love Guru, Aapki Yaadon Ka Humsafar.......
Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Sunday, October 17, 2021
बस दो ऐसे लोग चाहिये
दिल से बंधे रिश्तों को वादों शर्तों की जरूरत नही होती..
बस दो ऐसे लोग चाहिये
एक निभा सके और दुसरा उसको समझ सके...
Aankho hi aankho me
Aankho hi aankho me guzar rahi kaisi ye raat hai,
Sulag raha dil aur pighal raha har jazbaat hai.
Na jane kaun sa marz dil ko laga baithe hain,
Isi ko pyaar kehte hain ya ye aur koi baat hai.
Saturday, October 16, 2021
Jahan bhi nazar jati hai,
Jahan bhi nazar jati hai,
Na jane kyun sirf wo nazar aati hai,
Kaisa nasha sa cha gaya hai mujh par uski mohabbat ka,
Ye lagta hai
Jahan bhi nazar jaye,
Bas wo hi mujhko nazar aayea.....
Pyaar aur Mohabbat
Teacher : Pyaar aur Mohabbat me kya farq hota hai ?
Sameer : Pyaar wo hai jo aap apni beti se karte hain, aur Mohabbat wo hai jo main aapki beti se karta hoon. :D :P
Friday, October 15, 2021
मालूम है तू प्यासी है,
चाँद को इतना तो मालूम है तू प्यासी है,
तू भी अब उस के निकलने का इंतजार ना कर ,
भूख गर जब्त से बाहर है तो कैसा रोज़ा ?
इन गवाहों की ज़रूरत पे मुझे प्यार ना कर ......
dedicated to all married women.
Thursday, October 14, 2021
सूख जाती हैं कई नदियां,
यहां लबों तक आते-आते सूख जाती हैं कई नदियां,
मुझे मालूम है पानी कहां ठहरा हुआ होगा🧎
उम्र की चादर
खींच कर उतार देते हैं उम्र की चादर को साहिब,
ये कम्वख़्त दोस्त कभी बूढ़ा नहीं होने देते 🙏🏻👍🏻🚶🏼♂️👋
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)