Friday, May 31, 2019

Yad koi aur aaye

When You read a gud msg
u never think abt d persn who sends it

But U think abt d persn whom u want to fwrd it

Strange But True
Yad koi kare,
Yad koi aur aaye.

Dargah me phool

Dargah me phool chdhane gaye to ye ehsaas huwa

ki pattharon ko khush karne me phoolon ka qatal kar aaye hum

mitane jaha gaye the paap apne

ek aur paap kar aaye hum.

Dard-e-Sameer

kya kare dil me itna dard hai ki niklta hi nahi,
kise dikhaye kise bataye koi apna banta hi nahi,
sabki zindgi hai sabke fasane hain,
koi nadan dil ko samjhta hi nahi,
har raah me har mode par naye log milte hain,
par koi sath mere chalta hi nahi,
bahot se safar kiye hain iss zindgi me,
par koi mera hum safar banta hi nahi,
hara taraf hain chahat or pyaar k badal,
par mujh par to koi barsata hi nahi.

Dard-e-Sameer

Ye badi baat hai

Yun to degree sabhi pa jate hain,
Magar kisi ko khush karne ka tazurba seekh lo
Ye badi baat hai.......

Wo jo meri aankho me

Wo jo meri aankho me nami dekh kar ashq baha diya karte the,

Aaj mere haalaat pe muskurane lage hain........

अभी तक शादी नहीं की है

दिल को बस इसी बात से तसल्ली है कि
उसने भी अभी तक शादी नहीं की है!

Usko Pizza pasand hai

Usko Pizza pasand hai,
Aur hum #Dominoz jakar usko yaad kar lete hain.