ज़िन्दगी की हकीकत को बस इतना जाना है,
दर्द में अकेले हैं
और ख़ुशी में जमाना है!
Thursday, June 27, 2019
ख़ुशी में जमाना है
meri zindgi ka dastoor
Kya khoob meri zindgi ka dastoor ho chala hai,
jise b apna banana chaha hai wo door ho gaya hai. Kya shikayat karu khuda se, usi ki marzi se hi sab ho raha hai.
aaj bhi hawaon me
aaj bhi hawaon me
wo baat hai jo un dino huwa karti thi, afsos itna hai wo aaj bhi door
hai or kal bhi thi.
Umeed ka aasra hai
Umeed ka aasra hai, or diye ka sahara hai.
ye khamosh raat tere intzaar me guzar rahi hai.
Wednesday, June 26, 2019
fizaon ne fir
fizaon ne fir rang badla hai, hawaon ne fir rukh is taraf kiya hai.
dil me kisi ki chahat huyi hai, aisa kisi ne ishara kiya hai.
Tuesday, June 25, 2019
100 pratishat apni saas lagti hai
Aapki har baat hame bahut khaas lagti hai,
Aapki dosti aapke pyaar ka ehsaas lagti hai,
Yaqeen maniye hame aapse itni zyada mohabbat hai ki,
Ab to aap ki maa hame 100 pratishat apni saas lagti hai..... :) :D ;)
And Feel the Difference
Talk More With Someone Who Makes U Happy...
_But, Try to Talk atleast a few minutes with Someone Who Can’t Be Happy Without U..._
*And Feel the Difference...*