Showing posts with label Ban Gayi Hai Zarurat. Show all posts
Showing posts with label Ban Gayi Hai Zarurat. Show all posts

Thursday, June 13, 2019

Ban Gayi Hai Zarurat

Ban Gayi Hai Zarurat Kuch Is Tareh Se Wo Mere Wajood Ki,
Ki Koi Shaam Nahi Guzarti Meri Ab To Uski Aarzoo Ke Bina.
Lakh Samjha Ke Dekha Hai Maine Dil-e-Nadan Ko,
Kambakht Bhool Kar Bhi Bhool Nahi Pata Mit Si Chuki Pehchan Ko.