Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Ho khwab poore saare ye mumqin nahi, Is dar se main khwab na dekhu, Ye bhi mumqin nahi, Aaj sitare gardishon mein hain to kya shiqayat, Bina thokar k kuch mile ye bhi mumqin nahi....