Showing posts with label Jeans lagi hai fatne. Show all posts
Showing posts with label Jeans lagi hai fatne. Show all posts

Friday, March 15, 2019

Jeans lagi hai fatne

Jeans lagi hai fatne,
Aur T shirt purani ho chali hai,
Yaaron kaise manayenge Holi,
Gareebi record tod ho chali hai,
Na rang hai, Na bhang hai,
Aur na he ek botal ka thikana hai,
Shayad festival sannate me chala jana hai,
Na kisi ko rang lagana hai, Na kisi se lagwana hai.
Doston ko bhi umang nahi holi khelne ki,
Lagta hai is Holi me sabne Baba Ji Ka Thullu dikhana hai.