Showing posts with label Kashti bhi na badli dariya bhi na badla. Show all posts
Showing posts with label Kashti bhi na badli dariya bhi na badla. Show all posts

Wednesday, March 18, 2020

Kashti bhi na badli dariya bhi na badla

Kashti bhi na badli dariya bhi na badla.

Ham doobne walon ka jazba bhi na badla,

Hai shauq-e-safar aisa ki ek umar se hamne,

Manzil bhi na payi aur rasta bhi na badla.