Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Jo main dard ko fasana bana ke sunata rahu, Log kehte hain waah - waah. Kya khoob banayi duniya ise banane wale ne, Ek dard bayan karta hai, Dusre lutf uthate hain......