Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Is daur me jisse wafa ki umeed ki maine, Aakar usi k haath ka patthar laga mujhko. Har koi bana phirta hai yahan humdard mera, Shayad mere shaher me adakaar bahut hain.....