Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Tumse mujhe pyaar kyun ho gaya, Tum na mile aur main kho gaya. Barbaad ho gaya main kyun ye bhi na keh saka, Roya main yun ke ek bhi aansu na beh saka. Tum mere khwaabon se jaa na sake, Tum meri baahon mein aa na sake.