Showing posts with label jab sardi me bhi aapke liye. Show all posts
Showing posts with label jab sardi me bhi aapke liye. Show all posts

Monday, September 20, 2021

jab sardi me bhi aapke liye

pyaar hone ka pata kaise chalta hai aaiye jante hain :

jab aap raat me jagne lage jaise chor, chaukidar aashiq or bimar jagte hain,

jab sardi me bhi aapke liye sawan aane lage,

jab aap bina baat k b muskurane lage,

jab bheed me bhi tanhayi chane lage,

or finally jab patli kamar or lacheela badan bal khane lage,,,

samjh lo pyaar ho gaya hai