Sunday, August 30, 2020

बारिश सा

तुम बारिश सा कहर ढाती हो,
मैं मुबंई सा डूब जाता हूँ!

By RJ Nikhill

आदतों में शुमार

मैं तुम्हारी उन आदतों में शुमार हूँ,
जिनसे तुमने किनारा कर लिया।

रिश्ता हमारा

बस यूँ ही मंजिलों पे आया रिश्ता हमारा
 तुझे निभाना न आया ,हमे तोडना न आया!!!

क़ैदखाने

लगे हैं तन्ज़ करने लोग अब तो बाज़ आ जाओ, 
मुझे आज़ाद कर दो तुम
 सनम इस क़ैदखाने से।

Dard-e-Sameer 22

Kuch yun lute hum mohabbat k bazar me,
qeemat b jyada di or saman b na paya.
har shart b puri ki bazar ki hamne,
or hath b hamare kuch na aaya.

Dard-e-Sameer.

Saturday, August 29, 2020

तकलीफ़े

तकलीफ़े भी दिलकश हैं,
बिन तसल्ली के तालुक बना देती हैं!

main hu ek tu hai

ek main hu ek tu hai or ek beech me diwar hai,

aana tera namumkin, kambakht dil ko intzaar hai.....................

Thursday, August 27, 2020

बीमार का

सब पहुँच गए बीमार का हाल जानने, 
फ़क़त तुम आ जाते तो ये
नौबत न आती.....।
🚶🚶🚶🚶🚶🚶

Akele rehne aur

Akele rehne aur tanha rehne mein bahot farq hota hai,
Akela wo rehta hai, jise duniya se mohabbat nahi hoti,
Aur tanha wo rehta hai, jisse duniya mohabbat nahi karti.

Dard-e-Sameer 21

ki aaj kuch machal jane ko ji chahta hai
ki aaj kuch badal jane ko ji chahta hai,
ki aaj hosh kho dene ko ji chahta hai
ki aaj gir kar sambhal jane ko ji chahta hai,
yun to bahot kuch hai waqt zaya karne k liye
par na jane kyun zindgi zaya karne ko ji chahta hai,
ek khushi bhi hai or hazar gam bhi hain sine me
bahot chipata hu magar aaj kisi ko batane ko ji chahta hai,
kya karu kya na karu ye samjh se pare ho jata hai
fir bhi kuch yaad karke bahot kuch bhul jane ko ji chahta hai.

Dard-e-Sameer

Tuesday, August 25, 2020

Aaj Sapne mein

Aaj Sapne mein unhe dekha,
Jo samne se hame dekhna pasand nahi karte......

Hath padte hain kahin

Hath padte hain kahin,
Pair kahin padte hain,
Har sakhs ki khabar rakhte hain,
Par khud ka pata thikana bhi nhi.

Bahot chaha fir bhi

Bahot chaha fir bhi,
Unki aankhon mein aks apna na utra,
Hum khud ko botal mein utar baithe,
Toot kar chaha ki wo hamein mile,
Fir bhi na paya to apni he zindgi askon me utar baithe.
Umeed ka sila khud se bhi rakha,
Par safar ka kafila manzil se pehle tabaah kar baithe.

Monday, August 24, 2020

तकिये के नीचे

तकिये के नीचे दबा के रखे है तुम्हारे ख्याल.... एक तस्वीर,
बेपनाह इश्क और बहुत सारे साल...

5 किलोमीटर की दूरी

एक हम हैं जो, हमने उनकी याद में दाढ़ी बढ़ा रखी है,

और एक वो हैं, जिन्होंने 5 किलोमीटर की दूरी बना रखी है......................

Na Kar Gila

Na Kar Gila Mere Behte Ashkon Ka,
Dil Ko Sabhi Ne Rulaya Hai,
Na Dhundho Mere Dil Ki Kitab Me Khushi Ka Panna,
Har Panna Mere Apno Ne Jalaya Hai.

Sunday, August 23, 2020

पागलपन का कोई इलाज

हद्द से ज़्यादा इश्क़, पागलपन 
और पागलपन का कोई इलाज नहीं... 
🚶🚶🚶🚶
"दुग्गल साहब" की कलम से

Zindagi ka yehi falsafa

Zindagi ka yehi falsafa hai dosto,
Karo wahi jo dil chahta hai,
Kyuni Sapne tabhi poore hote hain.
Daro kisi ke baap se bhi nahi, kyunki darpok insaan hamesha life me piche reh jata hai.
Pyaar jab bhi karo kisi ko to itna had se zyada karo, ki ya to wo tumse bepanah mohbbat karne lage. Ya fir zindagi me sabse zyada nafrat karne lage....

Ek humsafar ki khwahish

Ek humsafar ki khwahish me ek safar par hum chale,
Ek manzil ki tammanna me ek raste par hum chale.
Raste me Humsafar ka sath kuch yun chuta,
 Manzil ki tammanna se safar me bikhar kar hum chale.

Tuesday, August 18, 2020

आते तो हैं मगर

वो आते तो हैं मगर तन से नहीं,
वो बैठे तो हैं मगर मन से नहीं,
कौन कहता है कि वो प्यार नहीं करते,
करते तो हैं मगर हमसे नहीं.....

Dosti ka ye falsafa

Dosti ka ye falsafa banaye rakhna, Raushni is rishte ki jalaye rakhna, Beshak hum tumhari mehfil ka hissa na ho, 
Par apni zindgi ka ek kissa hame banaye rakhna.

Saturday, August 15, 2020

Banda unhe chedne

Wo kehte hain, Ladkiyon ko cheda na karo.
Par Ladkiyon ko bhi itna khoobsurat nhi hona chahiye ki Banda unhe chedne k liye bechain ho uthe

अफ़सोस इस बात का है

यूँ तो मेरी हर बात तुम्हें ग़लत लगती है,
पर अफ़सोस इस बात का है,
सही क्या है?
वो तुमने हमेशा ग़ैरों को बताया है..........

Wednesday, August 12, 2020

ग़ुफ़्तगू देर तक चली

ग़ुफ़्तगू देर तक चली उन से.... 
बरसों बाद आज मेरा इतवार आया...
Note: “दुग्गल साहब” अब शायराना मिज़ाज में हैं....!😎

Bedard zamana

Bedard zamana na samjhe mere dil ka dard, unke he shaher me hokar hum unse he ajnabi hain.........

Saturday, August 8, 2020

सफाई अभियान

एक सफाई अभियान दिल की बस्ती में भी चला दो..... बहुत
से बिखरे हुए सपनों का मलबा पड़ा है वहाँ.....

Tuesday, August 4, 2020

हजारों चेहरों में

हजारों चेहरों में उसकी झलक मिली मुझको 
पर दिल भी जिद पे अड़ा था कि अगर वो नहीं ,
तो उसके जैसा भी नही.....

Avval to jabse tumse

Avval to jabse tumse pyaar hua hai,
Neend se apna rishta toot gaya hai,
Us par bhi sitam ye hai,
Jab bhi karta hoon koshish sone ki,
Tumhari yaadein aur tumhari baatein sone nahi deti,
Mareez sa ho chala hoon pyaar mein main,
Ab to neend ki goliyan bhi asar nahi karti mujhpar.....