Wednesday, March 18, 2020

Kashti bhi na badli dariya bhi na badla

Kashti bhi na badli dariya bhi na badla.

Ham doobne walon ka jazba bhi na badla,

Hai shauq-e-safar aisa ki ek umar se hamne,

Manzil bhi na payi aur rasta bhi na badla.

No comments:

Post a Comment