Wednesday, June 2, 2021

Uski hi tamanna

Uski hi tamanna mein machalta hai yeh dil
Dekhoon na mein jab usko to jalta hai yeh dil
Mere dil ki yeh lagi woh samajti hi nahin
Har pal main sochta hi rahoon.
Seene mein ye dard-e-dil dabaana hai mushkil
Ab apni mohabbat ko chupana hai mushkil
Main deewana to nahin phir bhi mujhko hai yakeen
Deewana tu karegi mujhe.
Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar
Is dil ne sapne kya kya sajaye........

No comments:

Post a Comment