Sunday, September 12, 2021

Dard-e-Sameer 23

aksar hum dusron ko bewafa kehte hain, 
magar apne dil ko kuch nahi kehte,
jabki apna dil apna hokar bhi kisi or k liye dhadakta hai.
or sabse jyada bewafayi to apna khud ka dil hi karta hai......

isiliye arz kiya hai : 

khud ki galti nahi dekhta, kisi aur par gunah karta hai,

khud hi kambakht mohabbat karta hai,

aur gam bhi bewjaeh karta hai.......

Dard-e-Sameer

No comments:

Post a Comment