Friday, April 23, 2021

Khamosh palkon se

Khamosh palkon se jab aansoo aate hain,
Aap kya jaane aap kitne yaad aate hain. 
Kitni baar jakar laut aaye hum usi mod Se,
Jahan aap ne kaha tha "ruko" hum abhi aate hain.

No comments:

Post a Comment