Friday, April 16, 2021

Uski ek hansi

Uski ek hansi dekh main mere sare gam mita deta hu, wo khush ho soch k main muskura leta hu. Ye likhte huve ankho me nami hai, use khwabo me apna bana leta hu.

No comments:

Post a Comment