kabhi khud pe to kabhi gairon pe khayal aata hai,
jaise zindgi ja rahi hai waise hi guzar jane du ya rukh mod du,
uss maqam pe aa chuka zindgi ka kafila
har pal ye khalish hai ki khud ko badal duniya k pardon me badal du,
ya duniya ko badal khud k libas me,
Dard-e-Sameerr
No comments:
Post a Comment