Sunday, May 26, 2019

Is dil mein

Is dil mein kaisi bekaraari hain tu kya jaane tu kya jaane
ulfat ke aage duniya haari hain tu kya jaane tu kya jaane
yu dil tod dena mohabbat nahi
mohabbat hain chaahat tijaarat nahi tijaarat nahi
toote mere is dil mein intaqaam hoga
teri wafa teri sada tera payaam hoga

No comments:

Post a Comment