Monday, July 1, 2019

Light aa gayi hai

Subeh - Subeh logon ko bade pyaar se jagaya jata hai,

Mujhe to ye shabd sun - sun kar jagna hota,

Uth ja, Nalayak,

Light aa gayi hai aur Pani jane wala hai....... :P ;) :D

No comments:

Post a Comment