Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Friday, July 12, 2019
Tum meri baahon mein aa na
sake.
Tumse mujhe pyaar kyun ho gaya,
Tum na mile aur main kho gaya.
Barbaad ho
gaya main kyun ye bhi na keh saka,
Roya main yun ke ek bhi aansu na beh
saka.
Tum mere khwaabon se jaa na sake,
Tum meri baahon mein aa na
sake.
No comments:
Post a Comment