Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Sunday, August 11, 2019
Jane Kya Sochkar
Jane Kya Sochkar Lahren Sahil Se Takrati Hain,
Aur Laut Jati hain,
Samajh Nahi Aata Ki Kinaron Se Bewafai Karti Hain,
Ya laut Kar Samandar Se Vada Nibhati hain.
No comments:
Post a Comment