Monday, July 26, 2021

Barbadiyon k daur ne

Barbadiyon k daur ne iss kadar jeena mushkil kiya hai,
Har Zarre ne saath chhoda hai har dost ne kinara kiya hai.
Bahot aitbaar tha hame apne khuda par or uske bando par,
Pehle bando ne muh fera or ab Khuda ne bhi akela kar diya hai.

No comments:

Post a Comment