Friday, July 16, 2021

Wo kehte hain

Wo kehte hain tumhari mohabbat par yakeen nahi
main kehta hoon kuch or to mujhe aata bhi nahi
wo kehte hain tum sath na doge
main kehta hu koi or to manzil nahi
wo kehte hain tum pyaar kyon karte ho
main kehta hu jo kar sakta hu wahi karta hu.

No comments:

Post a Comment