Sunday, March 24, 2019

Har dard sehna hai

Har dard sehna hai,
Aur Chup rehna hai,
Kisi se kuch na kehna hai,
Har haal mein zinda rehna hai.
Zindagi aise mode pe le aayi hai sameer,
Uski yaadon ko aansu bankar behna hai.

No comments:

Post a Comment