Ek dhundhali si shaam se nikli kuch yaadein.......
Kashti bhi na badli dariya bhi na badla.
Ham doobne walon ka jazba bhi na badla,
Hai shauq-e-safar aisa ki ek umar se hamne,
Manzil bhi na payi aur rasta bhi na badla.
No comments:
Post a Comment