Achcha khasa Kavi tha,
Ek baar usne Kavita ki tareef kya kar di,
Ki hum uski tareef me Kavita likhne lage,
Itni Kavita likh di,
Ki usse gumaan ho gaya wo sirf tareef ke kaabil hai,
Ab wo ek aam se khas Kavita ban gayi hai,
Aur hum khaas Kavi se aam Sharabi.
Unhe samarpit.
No comments:
Post a Comment